Database Kya Hai | 1 Example

Database Kya Hai: 2023 ke es samay me hum jo kuchh bhi karte hai vah electronic upkarano ke jariye hota hai esliye hume badi sankhya me data ko store karne ke liye Electronic Database ki jarurat hoti hai.

Database humare naye data ko store karne aur purane database ko hatane ke liye humare me humara kaam aasan karta hai.

To chahiye dekhte hai Database Kya Hai-

Yah Bhi Padhe: Processing Device Kya Hai

Database Kya Hai?

Ek database, Data ka ek collection hai jo ki ek tarak Electronic system hai jo data ko aasani se Access karne aur Update karne ki Permission deta hai.

  • Saral Shabdo me agar kaha jaye to Database humare us Data ka ek collection hai jo humare kisi bhi prakar ke data jaise Name, Age, Height, Weight Etc… Ka Data Hota Hai
  • Ek Picture, Audio, Video, File, PDF, Etc… humara ek tarah ka data hota hai.

Purane jamane me jab database nahi tha to humare sabhi prakar ke data ko kaagaj(Paper) par likh kar File Banaakar rakha jata tha. jo ki humara database huaa karta tha.

Humare paas suchiya(Lists), Bahikhate, Patrikaye(Invitation Cards) Pehle Mojud Hote the aur kuchh ab bhi chal rahe hai jinhe hum ek tarah ka database bhi keh sakte hai par unhe dhundne me aur unhe alag alag karne me bohot samay bhi lagta tha aur ab bhi jyada kaagaj ekatthe hone par hume dhundne me bohot time lag jata hai kyuki hum har ek kaagaj ko dekhna padta hai tab jaakar kahi humare offline database ko hum sahi tarike se jamaa pate hai to es uljhan ko dur karne ke liye ab humare paas Electronic Database hota hai jise hum apne computer yaa internet par save karke rakhte hai aur jarurat hone par search karne par minto me dhund nikalte hai.

Simple Way Me Yah Ek Software hota hai jiska upyog data ko Computer System me store karne aur firse use karne yaa fir Delete karne ke liye kiya jata hai.

Database ke Kuchh Examples

Kuchh Khas Database ke Examples me MySQL, Oracle Database, Microsoft SQL Server, Microsoft Access, dBASE Aur FileMaker Pro Mojud Hai.

 

Dosto! Humne es blog me yah jana ki Database Kya Hai aur humne aasan shabdo me eske kuchh examples bhi bataye agar yah jaankari aapke liye thodi bhi useful rahi ho to hume comment karke jarur bataye.

Leave a Comment

WinRAR: 10 चीजें जो आप नहीं जानते थे यह 10 Nature Wallpaper जो आपके फ़ोन को देंगे नया लुक | इसको लगा डाला तो फोन झिंगालाल लड़कियों के दिलो पर राज करने आये Nokia के यह 3 5G धासु Smartphones “छिपे हुए खजानों का पर्दाफ़ाश: सायनोजेन ओएस के 15 रोचक रहस्य” Unlock the Mysteries of GTA VI: What’s In Store for Gamers! | “गेमर्स के लिए GTA VI के रहस्य खोलें: जानें क्या है Leaks ! ” |